Mein nhi kabil
Kehne ko kuch
Palestine
Ke bare main
Par jab dekhta hu
Halat
Milakar khud ko
To hota hu sharam shar
Kirdar
Khud ka bachane main
Yuh to khush mein
Jee to rha
Mujhko guman tha
Khud pe bada
Uthti nhi thi
Kisi pe nazar
Dikhta nhi tha
Chehra yaha
Yuh to khush mein
Jee to rha
Mujhko guman tha
Khud pe bada
Uthti nhi thi
Kisi pe nazar
Dikhta nhi tha
Chehra yaha
Par jab dekhi mene
Halat palestine
Uda mera chen haaye
Udi meri neend
Hota nhi sabar
Bas macha hai gadar
Bas Bebasi ka alam
Hum nhi bekhabar
Dusmano unke tum
Bas thodi moj lelo
Aaj nhi kal nhi har
Ek roz lelo
Akhir kaar haar kar
Tum kabhi bethoge
Par palestine walo ka
Hosla
Kabhi tute hue nhi dekhoge
Deke dard tumhe
Kya tha mila
Tha ye karz ya
Thi ye keena
Jab tum fire the
Yaha darbadar
Tab tumhe humne hi
Di thi panha
Deke dard tumhe
Kya tha mila
Tha ye karz ya
Thi ye keena
Jab tum fire the
Yaha darbadar
Tab tumhe humne hi
Di thi panha
Jese un nihatto pe
Tandi tumne top
Per ki ho juti tum
Kehte khud ko boss
Bulandiyo pe chadte tumne
Kho diya zamir
Par age imaan k unke
Ho tum fakir
Maao ke bhi chehra unki ata ni nazar
Bhoon diye h laal unke
Dhaa diye hai ghar
Bhook s bilakte bache
Rehte pet s pathar bandh kar
Ruk jao
Tum ruk jao
Wo bethe h
Kar ke sabar
Har ek uruj ko
Hona hai jawal bhi
Ayga yaha dekhna
Saludin ayubi
Muthi bhar foj hogi
Par hosla chattan sa hi
Tik nahi pyga
Chahe ajaye koi sa bhi
Har ek ghar se
Uth rhe h duao m
Haath
Bhat jald
Badalne ko
Is kayenat
Ke halat
Gardishe waqt
Usi badai aur bache ki talash m h
Jo kisi mimbar ko
Betul muqadas mein
Nasab karne ka irada rakhta ho
Phir ye 60 crore ho
Yaa 60 arab
Dekha jayga
Palestine
Power of deen
Palestine
Power of deen
Palestine
Power of deen