Kahani nayi ya purani padhe farak kitna
Panne ye kaale ya safeed dard bhi saaf dikhta
Adhikh tha bharosa par na mai koi saatvik tha
Toot ke hua chur jab dekhi saamne vaastvikta
Aastik naastik ka bhed mujhe pta na par
Satya wahi jiska kabhi na koi vajood mit ta
Mrit sa naa jeena jeevan, lete hai saasein sabhi
Naa qaabil-e-faramosh Mujhe itihaas likhna
Akela na main jiske sapne yahan khub hai
Par khub hai wo log jo sapno se baithe door hai
Haari thi himmat ya haalat-e-mazboor hai
Par sab apne hi haath to bahane fir ku\yu dhundne
Beech majhdaar mein fasa hu aaj bhi
Ek taraf hai lakh uss aur kuch hazaar hi
Zindagi lambi to jaldi hai kis baat ki
Nav na mili to tair karlunga main paar hi
Paari aasaan na , yahan baithe sab shikhari
Strongest survives, achaai ka pta ni
Big risks big returns ban jaun juaari?
It's not about the money ye soul ki kahani
It's not about the money ye soul ki kahani
It's not about the money ye soul ki kahani
Khaas hi log kuch jaante yahan bhi
Pehchane mujhe kitne ye mujhe bhi pta ni
Vazood mita dega samay ye mera bhi
Reh jaun yaad, aisa mera ye chehra nhi
Suno bus meri, haan ye bhi main keh rha nhi
Par jab tak hai saansein shaant main baaina ni
Jab tak hai saansein shaant main baaina ni