Ankhon mein nindya le kar
Subho ham uthte they
Khandon pe basta le kar
School ko ham chalte they
Na koi aur masla tha
Na koi khawb is dil mein rakhte they
Jo bhi jee mein aata tha
Wo hi sab ham karte they
Jab yeh dil chota tha
Pagal sa ham hote they
Kitabon ke kaghaz se
Phanke ham banata they
Kitna pyara bachpan tha
Kitna pyara bachpan tha
Honton pe lakeerein le kar
Galon pe sitare they
Muhabbat ki tasweerein le kar
Kitney ham piyare they
Ghanton tak ham hanste they
Na koi raaz dimagh mein rakhte they
Jo bhi dil mein aata tha
Wo hi sab ham bakte they
Jab yeh dil chota tha
Pagal sa ham hote they
Kitabon ke kaghaz se
Phanke ham banata they
Kitna pyara bachpan tha
Kitna pyara bachpan tha
Shaitaniyon ke warkon mein
Kitne rang bhare hein
Chote chote un lafzon se
Kitne jhoot bole hein
Lekin aaj bhi agar
Wo zindagi mil jaye
De aur mauqa agar
Yeh dard mur jaye
Mein lotne ko tayar hu
Yeh sab sari yadein thi
Fazool si sari batein thi
Jab yeh dil chota tha
Pagal sa ham hote they
Kitabon ke kaghaz se
Phanke ham banata they
Kitna pyara bachpan tha
Kitna pyara bachpan tha