Begana
Deewana
Anjana
Mein kabse hoon tere khayaalo mein gumm
Fasana fasana
O jaane jana
Kabse hai teri adaon ke nashtar challe thay jo dil pe bajay thay woh aaj bhi dhoondte humm
Dhuan dhuan hai chaaro taraf
Andhere me ankhen nasheeli hai hum bhi adhoore hai
Raatein jawaan hai abhi
Baatein raawan hai abhi
Dil pe kada toh nahi
Azadi ke mausam mein hum bhi hai baghi aur baago mein likhte hai shayari
Baarish badalti hai kause khizaan mein
Aisi hai lafzon ki maheri
Teri nazron mein mera ye dil bhe gaya hai
Aisi hai ankhon ki roshni
Jo tujh pe likha hai woh sabne parha hai
Bazaar e mohabbat mein ye bik raha hai
Rohani tamaniyat
Kerna hai chahte hai mann ka sukoon
Khayalo mein teri ab yaadein hai
Yaadon ki duniya mein rehte hai door
Ye kaisa alam hai barpa
Ke khud ko saza hi di
Tujhse wafa jo ki
Duniya ghumaa hi di
Toune ye nah jo ki
Kaisi naraazagi
Khud se hi kerli hai
Humne nahi aate hai logo ki mehfil mein
Ab bhi ham mamooli shaks hi hai
Per ye jo dil hai woh roota hai kaaghaz ke panno pe
Pagal zamaana deewana hai
Ham bhi begaane deewane anjaane hai