Back to Top

Dhyan Dijiye (Prod. Fotty Seven) Video (MV)




Performed By: Vishkyun
Language: English
Length: 2:33
Written by: Sajit Nair
[Correct Info]



Vishkyun - Dhyan Dijiye (Prod. Fotty Seven) Lyrics
Official




Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna to
Rehan dijiye
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna
To bhi b*nd maraiye aur rehan dijiye
Hume kehan dijiye... Pehan lijiye
Aankhon pe patti odd lijiye
Side dijiye... bribe lijiye
Phhir bahar ke desho se compare kijiye
Life eazy hai, time buzy hai
Deshbhakti picture hall me saji hai
News pe logo ko ladte dekhiye
Aur democracy ka maza lijiye
Love khojiye
Apps me aur websites me
Clubs ki blinding lights me
Nights me
Ya Sadko pe phhirti kites me
Phasi hai daldal me jismfaroshi ke
Wo ghutti hai palpal, aankhon me uski
Angare jalte, Halat badalte jo kehne ko theek the
Tu Sachhai ka bulb dekh...
Haarjeet ka fal dekh
Thand hai to haath sekh
Neki ko dariya me... Fek (fake)
Charo taraf hi ye faking news
Youtube ke video pe kitne views
Log mujhse puchhte hai, karte confuse
Mujhko bas rapper se, desi hip hopper se
Padhne me topper se, filmo me chopper se
Hum dikhne me proper hia
Ander se coward hai
Online shopper hai
Gold ni copper hai
Tamba... Bhai zara thamba
Peene do daru ka humko ye khamba
Lamba jayega, drink and drive me
Par isliye nahi peete kyunki hum dude hai
Zyada daaru pena to liver ko bhuul hai
Jana... phhasse hai concept of cool me
Mana, kyunki, trending ke dhuul me
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna to
Rehan dijiye
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna
To bhi b*nd maraiye aur rehan dijiye
Mainstream me to machhli bhi taire
Hum maile kuchele, verse se khele
Hum milke gham likhe, Khushi bhi mile to
Beat pe tikke, de yorker pe chakke
Aap apne zameer se puchiye
Keemat wo jayaz thi beche wo sapne
Likhni thi novel, ab bhare Excel
Banna tha actor, bas karo ko factor ki
Gaane repeat pe sunta tha Dylan (Bob) ke
Ab weekend pe calls pe rehta tu mute me
Bhaad me... Wo dekh udta hua teer
Usko tu lele... (Shh)
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax dijiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna to
Rehan dijiye
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna
To bhi b*nd maraiye aur rehan dijiye
Kaun bola tujhse ki banda ye sense ka hai
Fanda hai, gale me danda hai
Jeb me ghanta hai, sakte me janta hai
Banta hai flow mera bilkul galat
Palat... Padta ni yahan pe kisi ko farak bhi
Sadak pe... Tharak bhi dekho tum sansad me
Session me porn hai, governance gone hai
Ignorance on hai... Saviour kaun hai
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax dijiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna to
Rehan dijiye
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax dijiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna
To bhi b*nd maraiye aur rehan dijiye
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


English

Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna to
Rehan dijiye
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna
To bhi b*nd maraiye aur rehan dijiye
Hume kehan dijiye... Pehan lijiye
Aankhon pe patti odd lijiye
Side dijiye... bribe lijiye
Phhir bahar ke desho se compare kijiye
Life eazy hai, time buzy hai
Deshbhakti picture hall me saji hai
News pe logo ko ladte dekhiye
Aur democracy ka maza lijiye
Love khojiye
Apps me aur websites me
Clubs ki blinding lights me
Nights me
Ya Sadko pe phhirti kites me
Phasi hai daldal me jismfaroshi ke
Wo ghutti hai palpal, aankhon me uski
Angare jalte, Halat badalte jo kehne ko theek the
Tu Sachhai ka bulb dekh...
Haarjeet ka fal dekh
Thand hai to haath sekh
Neki ko dariya me... Fek (fake)
Charo taraf hi ye faking news
Youtube ke video pe kitne views
Log mujhse puchhte hai, karte confuse
Mujhko bas rapper se, desi hip hopper se
Padhne me topper se, filmo me chopper se
Hum dikhne me proper hia
Ander se coward hai
Online shopper hai
Gold ni copper hai
Tamba... Bhai zara thamba
Peene do daru ka humko ye khamba
Lamba jayega, drink and drive me
Par isliye nahi peete kyunki hum dude hai
Zyada daaru pena to liver ko bhuul hai
Jana... phhasse hai concept of cool me
Mana, kyunki, trending ke dhuul me
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna to
Rehan dijiye
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna
To bhi b*nd maraiye aur rehan dijiye
Mainstream me to machhli bhi taire
Hum maile kuchele, verse se khele
Hum milke gham likhe, Khushi bhi mile to
Beat pe tikke, de yorker pe chakke
Aap apne zameer se puchiye
Keemat wo jayaz thi beche wo sapne
Likhni thi novel, ab bhare Excel
Banna tha actor, bas karo ko factor ki
Gaane repeat pe sunta tha Dylan (Bob) ke
Ab weekend pe calls pe rehta tu mute me
Bhaad me... Wo dekh udta hua teer
Usko tu lele... (Shh)
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax dijiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna to
Rehan dijiye
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax djiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna
To bhi b*nd maraiye aur rehan dijiye
Kaun bola tujhse ki banda ye sense ka hai
Fanda hai, gale me danda hai
Jeb me ghanta hai, sakte me janta hai
Banta hai flow mera bilkul galat
Palat... Padta ni yahan pe kisi ko farak bhi
Sadak pe... Tharak bhi dekho tum sansad me
Session me porn hai, governance gone hai
Ignorance on hai... Saviour kaun hai
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax dijiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna to
Rehan dijiye
Yatrigan kripya dhyan dijiye
Desh ke vikas ke liye tax dijiye
Baske ni aapke hai itna bhi karna
To bhi b*nd maraiye aur rehan dijiye
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Sajit Nair
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Vishkyun

Tags:
No tags yet