Back to Top

Vishkyun - Dekha Lyrics

Vishkyun - Dekha Lyrics

Mausam ko badalte dekha, baazi ko palatte dekha
Kisse aur kahanio me hero ko hi marte dekha
Chalte ko bhi rukta dekha, Khud ko bhi badalte dekha
Bheeni bheeni khushbuo ko aandhi me umadhte dekha

Karte dekha mehnat mene, mushkilo ki ret par
Pairo ko ragadte dekha, hukumar ki bhent par
Tu tez kar, volume thoda raise kar
Kismat uski hogi jiski, ungli hogi nabz par

Desh ki, Vyakti ya vishesh ki.. Sapno ke avshesh ki
Ya phhudu film dekhega tu jake jese Race 3?

Why be, solemnly we see the current, rising up the high sea
Time please
No need for security, we be living fearless in the land of hypocrisy
I see, you see, accidents on road, why dont we bleed
Rocking up the club, or in the pub, dekh kitni bheed
Par baari aati vote krne ki to time nhi hai free

Wow we.. F*cking up our future, kehte waqt hi nahi hai ji
Phhor chunke aate ignorants jo baatein kre dharm ki..
Sirf .. Marham ki.. kami yahaan sharam ki
Thode se pese kamake bane hai ye paramveer

Aati nahi sharam inko, goli se udako inko
Pese hi kamane hai to, dhande pe bithado inko
Holi pe jalado inko, cricket ki ball muh me dalke
Kohli se pitwado inko.. Qutub se fikwado inko

Justify jo krte hai mob lynching ko.. Dekho to
Give them a dose of their own medicine.. Such a sin

But wait a minute.. Dekh kitni jaldi influence ho gya tu
Dil me jagi khundak tere itni kyun?
Aise hi to karte hai ye hai ye, fanda yun hi to kaste hai ye
Bachke reh, thoda bheja apna use kar, tu padhte reh, chalra kya hai duniya me tu dekhta reh par puchta reh
Sawal kyunki usi se to kar sakta tu bawal.. hai kamaal.. Khuda se khud ko tu nikal.. Yahan bhediye hai ghumte Pehne bhed ki hai khaal.

[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Sajit Nair
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Vishkyun

Vishkyun - Dekha Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Vishkyun
Language: English
Length: 2:25
Written by: Sajit Nair
[Correct Info]
Tags:
No tags yet