Bhum bhole bhum bhole
Bhum bhole bhum bhum
Bhum bhole bhum bhole
Bhum bhole bhum bhum
Bhum bhole bhum bhole
Bhum bhole bhum bhum
Bhum bhole bhum bhole
Bhum bhole bhum bhum
Bhasm tilak mathe pe lagaye
Kaalo ka maha kaal kahaye
Trishul damru dum dum bole
Bhum bhum bhole
Bhum bhum bhole
Bhang dhatura jispe chadhta
Iss duniya ka palan karta
Bhole ko tu dil se bula le
Aayienge woh raah dikhane
Bhole ka prasad chadhake
Uske bhang me rang jamake
Uske dhun me hosh gawake
Jhumo sare hath uthake
Teri dhun me raat ko jaagey
Bhole ki mehfil me aakey
Jeevan ke do kash lagale
Tujhe milenge bhole aakey
Maathe pe jo chand bithaye
Jiski jata se toofan aaye
Trishul damru dum dum bole
Bhum bhum bhole
Bhum bhum bhole
Woh gusse me jab hain aye
Tandav kar maha pralay machaye
Teesri ankh hain aag ke sholay
Woh chahe toh barse gole
Jogi tu toh mast kalandar
Saari duniyan tere andar
Na koi antar na koi jantar
Pher le uski mala mantar
Masti me tu pile pyala
Bhole ka hain naam nirala
Aaja tu bhi naach le gaale
Bhole tujhko gale lagale