Merrylane ke mod pe tuta tha dil mera, tuta tha anjaane me wahi kahi kho gaya
Dhoond lao na dil ye mera , Dhoond lao na dil ye mera
Itne hi saalo me, din ke ujalo me, kya yad aata hu , Ya phir kbhi nahi
Kya tum aaj khade ho, station ki yard me, Ya un dukano me, Ya phir kahi nahi
January ke rain me, bheegi bhaagi aati thi, Umbrella ghar pe choota re
Par wo panne lati thi, kagazon me likhti thi, kagazon me likhti thi
Kya unme khwab the, ya tasweere thi, ya unme mai hi tha , ya bas kahaani
Baarish ke cheete bhi bandhe the frame o me, kya tumhe yad hai, wo bearish ke boondein
Ore saibo, maine kaha tha tujhse, dekhna phir se baarishe hongi
Baadlon ke peeche ghar tera hoga, aur saari khusiyaan hongi
Par aaahatein teri gum ho jaegi, ye na kabhi socha tha
Muskurahate teri, gum ho jaegi, ye na kabhi socha tha
Sooni raho me, chal rahi hai saase, inko koi tham lo
Janu mai abhi der hogayi hai, par ye dil ko na pata
Merrylane ke mod pe tuta tha dil mera, tuta tha anjaane me wahi kahi kho gaya
Dhoond lao na dil ye mera , Dhoond lao na dil ye mera
Dil ye mera