Back to Top

Akhri Mushaira (Outro) Video (MV)




Performed By: Umar
Language: Hindi
Length: 2:48
Written by: Umar Rajput
[Correct Info]



Umar - Akhri Mushaira (Outro) Lyrics
Official




Hazraat
Shair paish e nazar he
Meri dilruba, meri mehbooba ky
Jo ky
Ap sab jantay hi hen
Bewafa hen
Abhi abhi khawab dekha ek
Azab dekh ek
Mere chand pe daagh dekh ek
Azab dekh ek
Khudara mujy chahiye ni wo
Jisy chahiye ni hum
Mujy chahiye qalam
Mere pas hen gham sy fasanay bohat
Hun musanif mere afsanay bohat
Abhi abhi khawab dekha ek
Azab dekh ek
Mere chand pe daagh dekh ek
Azab dekh ek
Khudara mujy chahiye ni wo
Jisy chahiye ni hum
Mujy chahiye qalam
Mere pas hen gham sy fasanay bohat
Hun musanif mere afsanay bohat
Mere andhere ko roshniyn kha gayi
Khamoshiyan cha gayi
Koocha e dil sargoshiyan kha gayi
Madhoshiyan cha gayi
Zang laga khawahisho pe
Sirhana dhoodta hun
Neend pure krnay ko
Bahana dhoonta hun
Baithe thy mehfil me
Uthty hen maiyat sy
Jaam pura karne ko
Koi saaqi dhoodta hun
Abhi abhi khawab dekha ek
Azab dekh ek
Mere chand pe daagh dekh ek
Azab dekh ek
Khudara mujy chahiye ni wo
Jisy chahiye ni hum
Mujy chahiye qalam
Mere pas hen gham sy fasanay bohat
Hun musanif mere afsanay bohat
Me har raat ko us ek raat ki maanind samajhta hun jis raat ny meri har raat ko tabah kar diya or ab meri har raat bas usi raat ky kalay pan or apni bebasi ky khayal or us kabhi na khatam hone walay ehsah or mujh sy chin chuke mere kuch anmol khawabon ky gird gardish me guzarti he
Or ye haqiqat he
Me soch raha tha ky teri soch mar dun
Phir socha agar teri soch mar di to diye diye dard bhool jounga
Or dard na hona matlab tere lagay zakham bhi bharnay lagayngy
Jo wo zakham bhar gaye to me tujhay maaf karne py majboor ho jounga
Or agar maaf kar diya to phir me tujhay bhool bhi sakta hun
Nahi
Me tujhay kaise bhool sakta hun
Me teri tarah bewafa thori hun
Me teri tahan bewafa nahi
Bilkul bhi nahi
Or ye bhi haqiqat he
Abhi abhi khawab dekh ek
Azab dekha ek
Mushairay ka ekhtatam hota he
Ap sab apnay apnay gharon ko ja saktay hen
Tashreef lanay ky liye bohat bohat shukriya
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


Romanized

Hazraat
Shair paish e nazar he
Meri dilruba, meri mehbooba ky
Jo ky
Ap sab jantay hi hen
Bewafa hen
Abhi abhi khawab dekha ek
Azab dekh ek
Mere chand pe daagh dekh ek
Azab dekh ek
Khudara mujy chahiye ni wo
Jisy chahiye ni hum
Mujy chahiye qalam
Mere pas hen gham sy fasanay bohat
Hun musanif mere afsanay bohat
Abhi abhi khawab dekha ek
Azab dekh ek
Mere chand pe daagh dekh ek
Azab dekh ek
Khudara mujy chahiye ni wo
Jisy chahiye ni hum
Mujy chahiye qalam
Mere pas hen gham sy fasanay bohat
Hun musanif mere afsanay bohat
Mere andhere ko roshniyn kha gayi
Khamoshiyan cha gayi
Koocha e dil sargoshiyan kha gayi
Madhoshiyan cha gayi
Zang laga khawahisho pe
Sirhana dhoodta hun
Neend pure krnay ko
Bahana dhoonta hun
Baithe thy mehfil me
Uthty hen maiyat sy
Jaam pura karne ko
Koi saaqi dhoodta hun
Abhi abhi khawab dekha ek
Azab dekh ek
Mere chand pe daagh dekh ek
Azab dekh ek
Khudara mujy chahiye ni wo
Jisy chahiye ni hum
Mujy chahiye qalam
Mere pas hen gham sy fasanay bohat
Hun musanif mere afsanay bohat
Me har raat ko us ek raat ki maanind samajhta hun jis raat ny meri har raat ko tabah kar diya or ab meri har raat bas usi raat ky kalay pan or apni bebasi ky khayal or us kabhi na khatam hone walay ehsah or mujh sy chin chuke mere kuch anmol khawabon ky gird gardish me guzarti he
Or ye haqiqat he
Me soch raha tha ky teri soch mar dun
Phir socha agar teri soch mar di to diye diye dard bhool jounga
Or dard na hona matlab tere lagay zakham bhi bharnay lagayngy
Jo wo zakham bhar gaye to me tujhay maaf karne py majboor ho jounga
Or agar maaf kar diya to phir me tujhay bhool bhi sakta hun
Nahi
Me tujhay kaise bhool sakta hun
Me teri tarah bewafa thori hun
Me teri tahan bewafa nahi
Bilkul bhi nahi
Or ye bhi haqiqat he
Abhi abhi khawab dekh ek
Azab dekha ek
Mushairay ka ekhtatam hota he
Ap sab apnay apnay gharon ko ja saktay hen
Tashreef lanay ky liye bohat bohat shukriya
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Umar Rajput
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Umar

Tags:
No tags yet