Tujhe pata hai kya dikat hai hoti nashe mei rehne walo ki
Logo ko lgta bhand ham hai har waqt
Qadar na phir jazabaato ki
Karey yakeen bhi kaun ab batoon mei
Kaun aake meri cheekh sune
Jo wafa na hosh mei dete the
Wo sambhale kyu behoshi mei
Madoshi ka hai alam sa
Phir gam ko kiya tha dhua dhua
Subah hi kash ka jaam bhara
Par hua mujhe nasha sa na
Khurake der se chadne lagi
Sharir ki talab b badne lagi
Sassein bhale kam par khushi se toh
Meri rooh bhi jism se ladne lagi hai
Rooh bhi jism se ladne lagi hai mai jiyun
Mai jiyun
Mai jiyun
Kya ijazat hai?
Mujhe pata hai ye duniya mere around ni ghumti
Chalo ye baat to thik hai
Haan mujhe pata hai mujhe nahi chillana chahiye
Meri controlling power weak hai
Mujhe pata hai har chez philosiphical
Depressed aur sad nahi ho sakti
I want what I want and dont what I dont
Duniya mere tarah nahi sochti
Esa Kyu hai
Esa kyu hai
Esa kyu hai
Esa kyu hai
Nahi ho para mujhse adjust iss duniya mei mujhe yaha se bhar kheechlo
Chand hi saasien bachi thi meri
Wo bhi mujhse cheen lo
Nahi koi lalach na koi shankha
Bas ek hi khuab rahega
Zuban ka tohfa lage mukamal jab mujhe jaha sunega
Toh phir
Ek... do... teen...
Karo mic check
Want the best sound
Of the decade
Mujhe karo listen
Na confusion
Toh koi tension
Hu aaj hosh mei mai
Asal duniya tu dekhne de
Asal duniya mei jeene de
Asal duniya mei jeene de
Mai jiyun
Kya ijazat hai?