Na rha vo waqt jisme paas tha tu mere
Pal jo bhi the vo saare yaadon me hai ghumte
Ik tu hi paas tha or koi bhi na saath me
Ab kya karun kahun ye kinse mann ki baat mein
Tere baad har jageh lagti mujhe kami si kyun
Raaten ye din si hain or din ye raat se hain kyun
Marna galat agar to zindagi kaise sahun
Bhoolun tujhko main kaise bin tere kaise rahun
Akele tanha jiya na jaaye tere bin
Bhulana tujhko, Bhulana tujhko namumkin
Akele tanha jiya na jaaye tere bin
Bhulana tujhko, Bhulana tujhko namumkin
Har pal ik saath the hum to hasin ik raat the
Aansu behte mere unhe ponchte tere haath the
Tumse hoke judaa kyu lagta hai mujhe bura
Itna tu bhi jaane hum saath bhi barbaad the
Phir bhi kyu hai abtak tu hi meri har aadat me
Meri chahat tujhse or tu kisi or ki chahat me
Kaise mein Bhulun kitne pkke tere waade the
Kisko Poojun mein hum ik duje ki ibaadat the
Tere baad har jageh lagti mujhe kami si kyun
Raaten ye din si hain or din ye raat se hain kyun
Marna galat agar to zindagi kaise sahun
Bhoolun tujhko main kaise bin tere kaise rahun
Akele tanha jiya na jaaye tere bin
Bhulana tujhko, Bhulana tujhko namumkin
Akele tanha jiya na jaaye tere bin
Bhulana tujhko, Bhulana tujhko namumkin
Sulagati hain meri raatein
Sulagate hain mere palchan
Sulagate Din...