Suraj soya hai li hain din ne angdaiyan
Chanda nikla hai leke dekho jamhaiyan
Taare jugnu se nikle hain khuli raton me
Chod mujhko chali hain meri tanhaiyan
Badla mausam ne rukh hai hawa sa kiya
Behti legron ne mujhse wo sab har liya
Hu musafir ye sadke hain apni hui
Maine raston ki he apna ghar kar liya
Aise badla sama
Aise badli hawa
Maine kal se kaha
Alvida shukriya
Aise badla sama
Aise badli hawa
Maine kal se kaha
Alvida shukriya
Aise badla sama
Aise badli hawa
Maine kal se kaha
Alvida shukriya
Aise badla sama
Aise badli hawa
Maine kal se kaha
Alvida shukriya
Ja mila lehron se na mujhko hai kal ki fikar
Lapata gairon se hu hain sang apne magar
Sath koi nahi hai na hai koi bhe fikar
Dastaras lamhe baki na baki koi kadar
Aise gam se main aake gale lag liya
Maine dardon se apne hai sauda kiya
Leke jana tu mujhse meri zindgi
Maine lafzon ko apni taraf kar liyaa
Aise badla sama
Aise badli hawa
Maine kal se kaha
Alvida shukriya
Aise badla sama
Aise badli hawa
Maine kal se kaha
Alvida shukriya
Aise badla sama
Aise badli hawa
Maine kal se kaha
Alvida shukriya
Aise badla sama
Aise badli hawa
Maine kal se kaha
Alvida shukriya