Kya hum kar sakte firse sure vaat
Kya kum kar sakte firse baat
Aaj toh saari sadke bhi kha li
Pata nahi Kyu har Raat
Yaad aati vo purini baatien saari
Itni shati Mujhe aader se hi khari
Puri duniya Main chal rhi abhi maahmari
Hum sab apne ghar band
Par saari chidya aagi bhar
Nadiya bhi hogi saaf
Raat ko dekhne lag gaye
Mujhe sare tare
Wapas firse nahi aage ye nazare
Yaad kar wo waqt
Jab mil kar dekha karte the
Aasman mein toote tare
Waqt the wo bohut pare
Bun chuke hai hum
Sab kiska saya
Meri aankhon ke samne
Chal rhi ye maya
Andhere Mein dikha
Mujhe apna saya
Usko Maine Apna banaya
Aur khud ko naya paaya
Kya hum kar sakte firse sure vaat
Kya kum kar sakte firse baat
Kya hum kar sakte firse sure vaat
Kya kum kar sakte firse baat
Hoga vapas sab suru
Hum kare ge apni firse suru vaat