Aj bhi wo
Gham to hain
Tu bhi to tanha hai
Rastay dhoondte
Ujalay mein tum bhaagte
Moun se to lafz na niklein
Kiunka wazan na hai in mein
Dar hai khof hai lakh si qismein
Sach ko anjaan karke bikhrein
Aj bhi wohi rukh to dhoondte
Sadi puranay lafz to choomte
Kiunke apnay harf to khali
Ay khuda himmat de he
Wo jo hai
Tasawwuf
Ki khatir
Adaen
Pyar devan
Dil to kehnda
Tajarba bolay
Bach ke reh han
Khaak ikhlaq
Mere hain na
Ab atay
Sadme hain paas
Gum to houn
Kia karoun
Kia hath utha kar
Kar chain maangoun
Wo jo
Hamesha he rahay
Ansoo ko kahay
Tum raho kahein
Dafan door sahi
Shukar guzaar mein aaj
Houn chalta paas
Nae maidanoun ke
Qabarein ye kahein
Yehi thikana hai
Yehi thikana hai
Pyar ka yeeeeeee
Thikana hai
Ab mil gae hain
Naseehatein
Kitaaboun ki
Murda jaanoun ki
Kehte hain
Ke wo bhaar mein jaen
Asal sach hai ke
Dil anjaan na jae
Prechorus:
Gum to houn
Kia karoun
Ab hath utha
Kar chain maangoun
Wo jo
Hamesha he rahay
Ansoo ko kahay
Tum raho kahein
Dafan door sahi
Shukar guzaar mein aaj
Houn chalta paas
Nae maidanoun ke
Qabarein ye kahein
Yehi thikana hai
Yehi thikana hai
Pyar ka yeeeeeee
Thikana hai
Bhaagta houn (qabar ne ana hai)
Ujalay se (qabar ne ana hai)
Roshni koi dikha to de (qabar ne ana hai)