Tu hai meri manzil
Hain ye lamhe kam phir
Ab mein he to bus phir
Nehr mein dooba
(Nehr mein dooba)
(Nehr mein dooba)
Hansi to aisi
Jo dil bus chura le
Janay ye kia
Hogya
Mere dil pe ab
Tu he to hai
Aik choonti sa khyal
Aur aik kankar si yaad
Zor se aa
Zara aa
Zor se aa
Tum he to ho
Jeenay ki waja
Marne se pehle
Mujhay to bata
Ke tumko mein
Yaad houn?
Na bhi to khair
Kiunke is dil ki doori
Tum door
Karti
Ho-o
Is doori ko
Tum door
Karti
Ho-o
Is doori ko
Maqsad ab yehi hai
Zindagi badal loun
Kiunke nazaroun mein
Agar phir tu ae
To mein bhaag ke aoun ga
Sab kuch, chor ke aoun ga
Kiun ke mun mein kami
Sirf teri he hai
Tum he to ho
Jeenay ki waja
Marne se pehle
Mujhay to bata
Ke tumko mein
Yaad houn?
Na bhi to khair
Kiunke is dil ki doori
Tum door
Karti
Ho-o
Is doori ko
Tum door
Karti
Ho-o
Is doori ko
Doori ko
Door karti ho
Doori ko
Door karti ho