Back to Top

Dill Se Drill Tak Video (MV)

Performed By: Sannan Shahid
Language: Hindi
Length: 3:02
Written by: Sannan Shahid

Sannan Shahid - Dill Se Drill Tak Lyrics
Official

Aya nahi gar main sadkon se,
Par zimmedaryan bhaari kandho pe,
Ankhon se behta yeh ansun nahi khawb hain,
Dill baha dete hum panno pe,
Tera bhi shukar guzaar main,
Tujhe na paya khudse gaya haar main,
Khalwat se milta sukoon, dill diya kaam ko,
Paisay se pyar hai,
.
Haan,
Jala do jisam ko mere tum,
Main seene ki aag se jala nahi,
Mal deta zakhmo pe malham tou,
Banti yeh shayari qalla nahi,
Kehna tou chahta hun aaj bhi bht kuch,
Par sath deta mera galla nahi,
Zamany k diye we zakham chupata,
Kisi se koi bhi gilla nahi,
.
Mujhe muj jesa koi kyun mila nahi,
Gir parta sajday main jab bhi main hara rab k ilawa Sahara koi mila nahi,
Lelo yeh paisa yeh dolat aur shohrat,
Girney main dunga yeh khawbon qilla nahi,
.
Woh kehti thi pyaar main haaray ga har dafa, aur dekho main ussi se haara hoon,
Main thora nadaan, thora sa pagal aur kaafi awara hun,
Main sabka sagga main hun sabko pasand
Par maa k ilawa na kisi ko pyaara hun,
Mushkil se sanbhla tha Zindagi ki rut main,
Bhatak hun phirse main shayad bichara hun,
.
Main likh likh k gaon tujhe hi,
Shayad phnchey gay tujhe bhi,
Tumse hi pura hai qissa mera,
Tumne hi bakhsi ha yeh benaseebi,

Day one se kharay jo sath woh yaar hain,
Duaon main rehta hun shamil hun inki I know I'm blessed rab ka shukar guzar main,
Ussi ka hath hai sar pe mere bhi,
Jeeta hun boht haran bas ek bar main,
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Romanized

Aya nahi gar main sadkon se,
Par zimmedaryan bhaari kandho pe,
Ankhon se behta yeh ansun nahi khawb hain,
Dill baha dete hum panno pe,
Tera bhi shukar guzaar main,
Tujhe na paya khudse gaya haar main,
Khalwat se milta sukoon, dill diya kaam ko,
Paisay se pyar hai,
.
Haan,
Jala do jisam ko mere tum,
Main seene ki aag se jala nahi,
Mal deta zakhmo pe malham tou,
Banti yeh shayari qalla nahi,
Kehna tou chahta hun aaj bhi bht kuch,
Par sath deta mera galla nahi,
Zamany k diye we zakham chupata,
Kisi se koi bhi gilla nahi,
.
Mujhe muj jesa koi kyun mila nahi,
Gir parta sajday main jab bhi main hara rab k ilawa Sahara koi mila nahi,
Lelo yeh paisa yeh dolat aur shohrat,
Girney main dunga yeh khawbon qilla nahi,
.
Woh kehti thi pyaar main haaray ga har dafa, aur dekho main ussi se haara hoon,
Main thora nadaan, thora sa pagal aur kaafi awara hun,
Main sabka sagga main hun sabko pasand
Par maa k ilawa na kisi ko pyaara hun,
Mushkil se sanbhla tha Zindagi ki rut main,
Bhatak hun phirse main shayad bichara hun,
.
Main likh likh k gaon tujhe hi,
Shayad phnchey gay tujhe bhi,
Tumse hi pura hai qissa mera,
Tumne hi bakhsi ha yeh benaseebi,
.
Aya nahi gar main sadkon se,
Par zimmedaryan bhaari kandho pe,
Ankhon se behta yeh ansun nahi khawb hain,
Dill baha dete hum panno pe,
Tera bhi shukar guzaar main,
Tujhe na paya khudse gaya haar main,
Khalwat se milta sukoon, dill diya kaam ko,
Paisay se pyar hai,
Day one se kharay jo sath woh yaar hain,
Duaon main rehta hun shamil hun inki I know I'm blessed rab ka shukar guzar main,
Ussi ka hath hai sar pe mere bhi,
Jeeta hun boht haran bas ek bar main,
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Sannan Shahid
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Tags:
No tags yet