Back to Top

Summary Video (MV)

Performed By: Saad Naseem
Language: English
Length: 3:57
Written by: Saad Naseem
[Correct Info]

Saad Naseem - Summary Lyrics

Zindagi aik azmaish sahi
Us bache ki ye aik khwahish thi
Paisay nahi thay par rap karna tha
Ye mere zakhmo ki numaish bhai
Ghar wale kehte thay tu chor rap sahi sey parh
Mey karu na ye tou mar jau agr
Is mey tou koi na shaq ke
Jab tak is jisam mey hai ruh tab tak
Likhuga bhai mey tou apne marte dam tak
Ab har waqt ye mera khudse taqaza
Mey jo tha usse behtar banne ka iraada
Khudara yaad rakhi tu bhi ye sab

Tujhey batata mey zara apne baare
Ja ke pooch mey kardeta thullo pey hamle
Phir bhi phasa nahi kisi bhi case mey mey
Shut the f*ck up bitch sun what i have to say
Das saal ka socha maru tou yaad kare kon
Mey tera ka tha jab aya apna shehar chor
Us waqt sey ab tak mey madhosh
Aur ab jab hosh mey tou hota tou seena bhi chillata

Is dard ki akhir bari makhsoos waja
Pandra saal ka tha jab khaya pehli dafa dhoka
Us waqt tou bas rab hi mere saath tha
Solah ka hua tou duniya ko samjha
Ye duniya hai matlabi sab kuch hai yahan par waqti
Mere saath bas rab hi khara mey tab hi
Aur athara saal umar thi jab chordiya saga yaar
Us din ke baad sey bas mey aur mera pyaar
Bees ka hua tou jiske liye yaar ko chora
Woh bandi bhi dikha hi gayi apna asal chehra.
Ab khud socho in saari baato ka dil par akhir koi asar tou hoga
Bina jaane mere baare mey fazool na bolna
This is just a summary sab maante meri different kahaniya

Aur kal mey ussi yaar sey mila
Tou usay kaisay samjhata apni zindagi ab kya hai
Bhaiyo mey na koi akar
Dekh aaj bhi bhai wahin khara hai
Par don't sit in my place ye meri jaga hai
Mey nahi bolta motherf*cker
Mu sey madarchod nikalta hai
Zindagi mey ab har waqt
Kuch naya chalta hai
Dekh ke chali aaj kal mera matha ghumta kab pata chalta hai
Flex nahi ye life hai bro
Kab sey mey yahan khara hu yo
Mere jaisay nahi milege dou
Sabse hai jang i'm here for the throne
Mey kholta bottlay sab hote totlay
Mere aagay phir nahi ye bolte
Woh bhi din thay jab hum thay rote
Rap karna tha paas kahan note thay
Aaj khuda ka hai ehsaan saath khare wohi dou chaar yaar
Guzar gaye kitne saal saari behas tou hai bekaar
Chal chor yaar mujhey dede whiskey
Meri jaisi kahaniya hai kiski
Mehfil mey everyone does miss me
Bhenchod just try and diss me
Kabhi kabhi zehan kehta ke inki baatay bhi jaanay dey
Par ye sanak tou sanak hai
Dil bole inme tere mey bhi faraq hai
Dikha in sabko larakne par aate tou
I'm looking forward to the competition jaani aanay dou
Yaad kar raha tha mey kal parso
Mere gaanay hoge sou douso tab ja kar release karuga aik dou
Dou saal pehle likha ye bar kisi ney kya khub kaha
Talent khud rasta banata kisi ka nahi mohtaaj
Aaj baap ko hai naaz mujhpe yehi mera taaj
Dou saal sey mera kya haal kisi ko kya pata
Paisay ki kya parwa mera shoq yehi tha
Ke bas beth kar gaana banana mey jahan bhi jana
Haar nahi maana
Aik waqt ayega saari duniya sunegi mera afsana
Ab waqt badal gaye aur jazbaat badal gaye
Insaan badal gaye aur yahan yaar bichar gaye
Kisi ka sahara nahi tha par halaat badal gaye
Mey mic par kya aya saare raaz bikhar gaye
Madarchod.
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Saad Naseem
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Saad Naseem

Tags:
No tags yet