Tu Mainu chadgyi dooor
Das de mera ki kasoorrr
Tu mainu chadgyi dooor
Mainu chadeya tera he fitoor
Tum the door paas hoke bhi
Jab bhi tu mujhko nasamjhi
Lagta tha mujhme he kami
Ab roz aankhein meri namm he
Asal mai saari ye galti meri
Logo ko aane diya itna kareeb
Unko upar rakha apne he
Peet peeche baatein krte apne he
Kho gya hu iss duniya mai
Dhundra kya mere naseeb mai
Tu toh ab bas mere khwaab mai
Tujhse kuch pucho toh jawab bhi na de
Ab ye dooriyan jeene bhi na de
Ab ye aankhein rone bhi na de
Tere liye toh ye duniya jala de
Bas tu mujhko khojaane na de
Tu Mainu chadgyi dooor
Das de mera ki kasoorrr
Tu mainu chadgyi dooor
Mainu chadeya tera he fitoor
Depression, anxiety aur insecurities
Mujhe ab jeene bhi na deti
Bas mujhe ek dafa sunn toh leti
Jaane se pehle apni gltiyaan maan toh leti
Khair ab ye waqt aana he tha
Par mera waqt kab aaega
Khudko ek aur din bolke
Khudko tu kya jeena sikhaega
Ho jaati thi ab ghuttan si
Jab nasamjhe aapne kareebi
Ab ye mera kaapta shareer
Na jheli jaati teri kami
Maaf krna tujhe bhulane ke liye
Maaf krna tujhe rulane ke liye
Maaf krna mere darr ki wajah
Se tumhe ye dard mila
Tu Mainu chadgyi dooor
Mainu chadeya tera he fitoor
Tu mainu chadgyi dooor
Das de mera ki kasoor