Ha hum,kahi.Milte nahi
Tu waha, main yahan
Teri ye khudi, leke main chali
Kaise karu, main bayaan
Sang tere, main chalun
Har kadam, mein yuhin
Baate kuchh, hum kuch karain
Raat bhar, mil kabhi
Piya tore bin
Laage na jiya
Piya tore bin
Laage na jiya
Tere bina ye samaa
Laage ye thehra thehra
Tere bina ye samaa
Laage ye thehra thehra
Baatein adhuri reh gyi
Tere bina ye raatein
Saawan ki ye barsaatein
Tere bina ye raatein
Saawan ki ye barsaatein
Tujhko hi tarse hein piyaa
Piya tore bin
Laage na jiya
Piya tore bin..