Suuno aaj ka samachar
Kahi ho rhi daket kahi ho raha balatkar
Kuch dusmanone maare pather or di gaali chaar
Kya aap k b yehi h vichar?
Kuch baate muje desh ki batani h
Kuch ka zameer nai ye unki kahani h
(Kuch baate muje desh ki batani h
Kuch ka zameer nai ye unki kahani h
Sochta hu kabi k na bolu chup rahu abhi
Par bolunga q k baat 1 sikhani h)
Sarhad pe di seiniko ne jaan
Bheetar bik rhi h aaj ki sarkar
Yaha baba he h rapist
Bhagat bane h terrorist
Seema ko chod ab ye zeheer desh k bhittar pada
Jawan gawaye jaan desh k liye hardum h khada
Q baithe ho ghar tum aaj nikal pado tarakki pe
Q bas karna chahtr ho aap duniya mutthi me
Durdasha desh ki h aapne
Kya yahi sikhaya hoga baba ko unke baap ne
Doctor kaha se bana bhagwan ka dusra roop
Jaane li jaanbuj k inhone b toh khoob
Upper se h saaf bheeter se lagi kaai
Yaha rakshak he bhaksak or zeher h dawai
Kuch baate muje desh ki batani h
Kuch ka zameer nai ye unki kahani h
(Kuch baate muje desh ki batani h
Kuch ka zameer nai ye unki kahani h
Sochta hu kabi k na bolu chup rahu abhi
Par bolunga q k baat 1 sikhani h)
Keh gaya tha Dada beesvi saadi me issa kalyug aavega
Koi kisi ka na hoga maanas ne maanas khaavega
Karo vishwas modi pe yo he aache din laayevega
Aaaj bhale dikkat par no. 1 pe bharat laayega
Yaha saare aam nikale sadko pe jaan kya h raaz?
Bevaja na ho maauth koi dundho ilaaj?
Yaha sadke padi sukhi kya ab chahti khoon ki mithaas?
Kya ab yehi h aache din or desh ka vikas?
"Ijjat sabko chahiye, par deta koi nai
Behen sabko h pyari, par dusro ki nai
Sach sabko h pata, batata koi nai
Khaani ghi vali rotiya gaay bachata koi nai"