Yeh kaisa sama Hai
Hum tum yahaan hai
Phir bhi kyu bhaage hum
Zindagi jaise khatam
Yeh kaisa sama hai
Hum tum yahaan hai
Bheed mein chodh aaye
Har gham
Khush jahaan tere sahaare
Dil mera tere hawaale
Tu hai yaheen main khwaabon mein
Ghum kahi
Yeh kaisa sama Hai
Hum tum yahaan hai
Phir bhi kyu bhaage hum
Zindagi jaise khatam
Yeh kaisa sama hai
Kal ki baatein kahan hai
Bheed mein chodh aaye
Har gham
In aankhon mein tere nazaare
Baaton mein beeti yeh raatein
Tu hai zameen main aasman
Chal ab kahin
Yeh kaisa sama Hai
Ab tu yahaan hai
Phir bhi kyu bhaage hum
Zindagi jaise khatam
Yeh kaisa sama hai
Kal ki baatein kahan hai
Bheed mein chodh aaye
Har gham