Tujhse toh
Sau baatein kehni hai
Par tu saath hai
Toh Kaafi hai
Mujhe toh
Taaron mein tu dikhe
Ab aur kya
Baaki hai
Ab hawayein toh bus
Teri dhun mein yun chale
Behta jaau main
Ab Teri raah pe
Ab haseen yeh din
Tu jo saath hai
Ab yakeen hai phir
Din kya raat hai
Tu saath hai
Mujhe toh
Dikhe tu har subah
Har shaam bhi
Tu saath hai
Tujhe toh
Rehna hai har jagah
Par dil mera
Kaafi hai
Ab hawayein toh bus
Teri dhun mein yun chale
Behta jaau main
Ab Teri raah pe
Ab haseen yeh din
Tu jo saath hai
Ab yakeen hai phir
Din kya raat hai
Tu saath hai