Hu seedha saadha bin tere main
Kuch kum kameena
Bin masti ka keeda
Hu seedha saadha bin tere main
Bina lime ka khatta
Bina hawa ka parinda
Yara teri yaari jaise machli ko paani
Jaise life ki kitaab ki interesting kahani
Oh
Yara teri yaari jaise machli ko paani
Jaise life ki kitaab ki interesting kahani
Kuch dhoop sa
Sard main
Jeb kharchi sa
Kadki main
Low mood main ek hassi sa
Har dard ki ek dawa sa