Kaun lenge badla ye anant kaal ka ant hai
Sabse neeche jhuk chuke jalti hui aag mein
Toote toote sapno se bhari hai samaa aur fizaayein
Peeche na mud sake dhundla gayi hai dishayein
Sab hai ek khauf mein aatank ke pralay ke hum shikaar hai
(Khoje) Ummeedo ki kirano ko dhoond nain tarse
(Sehte rahe) Insaaf ki bali wo chadhaaye
Kyu rehte is jhoot mein salaamat hai kya hai hum andhe
(Sab hai) Ek khauf mein aatank ke pralay ke hum shikaar hai
(Khoje) Ummeedo ki kirano ko dhoond nain tarse
(Sehte rahe) Insaaf ki bali wo chadhaaye
(Kyu rehte) Is jhoot mein salaamat hai kya hai hum andhe