Na darta hu may mout say na toofan say na haar say
Darta hu may agar, tau sirf apnay Parwardaygar say
Zulm kay agay jhuk jana meri adat nahi
Shaqiq-E-Faisal hu may kisi buzdil ka tarana to nahi
Hanstay thay, kehtay thay, key tum say na hu paye ga
Pochta hu may ab, kay kaun mujhay rok paye ga?
Hu may vo aag jo bharak jaye tau jalaa de sabhi
Farzand-E-Anwar hu main, koi kaahil tu nahi
Na hai wo tuj may vo taqat, na teray bazoou may vo dum
Jo rok sakay iss Shah ko parhnay se Tarana-E-Watan