Back to Top

Ladki (Naari K Kirdaar) Video (MV)




Performed By: Mr. US
Language: English
Length: 3:31
Written by: Sachin Chaudhary, Ujjwal Singh




Mr. US - Ladki (Naari K Kirdaar) Lyrics




Beti Behen Biwi Maa
Meri baat sunn aur tu bhi dauhra
Beti Behen Biwi Maa
Meri baat sunn aur tu bhi dauhra

Shuru Naari k Kirdaar
Beti nahi hai koi bhaar
Janmi beti toh tera hai uddhaar
Prakat kar ishwar ko abhaar
Baar Baar
Ghar ki lakshmi maani jaati hai beti
Aapne hone se hi ghar ko roshan kardeti
Hamesha pitaa ko sarv pratham maane
Ye toh galat soch hai ki parai hoti hain beti
Fir banti hai woh bhai ki behna
Oh ho ho usska kya hi kehna
Tere lakh sataane k baad bhi
Usse apne bhai ko raja bhaiyya hi hai kehna
Sabse pavitra rishta hai bhai behen ka
Haq nhi kisi ko uske swabhimaan k dehen ka
Sachche aur achchhe bhai ho toh ehsaas Kraado ussko har din Earth pe Heaven ka
Biwi Ardhaangini hai
Zindagi Aadhi usske saath bhi jeeni hai
Zindagi teri sawaar degi woh aladin ki gini hai
Tere liye apna sab chhod aayi hai
Teri zindagi mein khushiyaan bhar dene aayi hai
Tere ghar apne ghar se muh modh k aayi
Waah Nar Waah tune kismat kya kismat paayi hai
Mera Ishq meri Maa se hai
Maa meri badhke Khuda se hai
Mohabbat mujhe meri Maa se itni
Jitni ek parwaane ko kshama se hai
Mujhe duniya dekhne ki chaah thi
Maine apni Maa ki charnon ko dekh liya
Mujhe jannat dekhne ki chaah thi
Maine apni Maa ki aankhon ko dekh liya
Maine suna tha dharti pe Bhagwaan hai God Exist prapti aur yakeen dono hogya jab maine khud apni Maa ko dekh liya
Maa bina zindagi hai maatam
Maa dharti pe Bhagwaan hai
Baat hi khatam

Beti Behen aur Biwi Maa
Naari bina tu jeeke dikha
Bina inke na jeevan ki kalpana
Naari bina tu jeeke dikha
Beti Behen aur Biwi Maa
Naari bina tu jeeke dikha
Bina inke na jeevan ki kalpana
Naari bina tu jeeke dikha

Khuda ki nawazi Barqat hai
Jahan ki amulya shauhrat hai
Palkon tale aasman jhukaade
Wahi Aurat hai
Bin naari tere jeevan ka na koi mol
Desh ye dubayengi na aisa na tu bol
Jung jo dimag mein nikaal k tu soch
Gaurav hai ye desh ka betiyan na bojh
Todhna na dhaaga behen ne jo baandha
Bhai usske pyaar ki na koi maryaada
Ladh jhagad k baat manwaayegi
Ladh jayegi tere liye chaahe nar ho ya maada
Baby shona karke din bhar pakayegi
Idhar udhar fizool k kharche bhi karayegi
Par saath mushkilon mein wahi aayegi
Din bhar thaka hua biwi sar dabayegi
Khud khuda na aaya toh Maa ko ussne bheja
Iss mamta ki moorat ko pyaar se saheja
Khud woh kitni bhi bhooki khilaaye tujhko
Pehle wahi apni bhagwaan wahi apni pooja
Toofan dil mein liye laanga dariya aag ka
Kurbaniyaan itni di kabhi maanga hisaab kya
Dard koi dil mein jo Maa kabhi bataye na
Bss tu ussko khush rakh baaki kaam bhool ja

Beti Behen aur Biwi Maa
Naari bina tu jeeke dikha
Bina inke na jeevan ki kalpana
Naari bina tu jeeke dikha
Beti Behen aur Biwi Maa
Naari bina tu jeeke dikha
Bina inke na jeevan ki kalpana
Naari bina tu jeeke dikha

Kaidi nahi azad hai
Afsos nahi jazbaat hai
Khilona nahi insaan hai
Naari ko dil se salaam hai
Kamzor nahi shakti hai
Saahas bada rakhti hai
Mulzim nhi panchhi hai
Tabhi toh Devi lagti hai
Durga hai gauri bhi hai
Zarurat mein MahaKaali bhi hai
Yogeshwari Mahalakshmi
Vidhuwasni VishaLakshi hai
Zindagi bhar woh kitna kuch nahi sehti
Teri soch se pare ki pidha woh hai sehti
Fir bhi teri sewa mein tatpar hai rehti
Kya tujhe kabhi kabhi bhi hai woh kuch kehti
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Beti Behen Biwi Maa
Meri baat sunn aur tu bhi dauhra
Beti Behen Biwi Maa
Meri baat sunn aur tu bhi dauhra

Shuru Naari k Kirdaar
Beti nahi hai koi bhaar
Janmi beti toh tera hai uddhaar
Prakat kar ishwar ko abhaar
Baar Baar
Ghar ki lakshmi maani jaati hai beti
Aapne hone se hi ghar ko roshan kardeti
Hamesha pitaa ko sarv pratham maane
Ye toh galat soch hai ki parai hoti hain beti
Fir banti hai woh bhai ki behna
Oh ho ho usska kya hi kehna
Tere lakh sataane k baad bhi
Usse apne bhai ko raja bhaiyya hi hai kehna
Sabse pavitra rishta hai bhai behen ka
Haq nhi kisi ko uske swabhimaan k dehen ka
Sachche aur achchhe bhai ho toh ehsaas Kraado ussko har din Earth pe Heaven ka
Biwi Ardhaangini hai
Zindagi Aadhi usske saath bhi jeeni hai
Zindagi teri sawaar degi woh aladin ki gini hai
Tere liye apna sab chhod aayi hai
Teri zindagi mein khushiyaan bhar dene aayi hai
Tere ghar apne ghar se muh modh k aayi
Waah Nar Waah tune kismat kya kismat paayi hai
Mera Ishq meri Maa se hai
Maa meri badhke Khuda se hai
Mohabbat mujhe meri Maa se itni
Jitni ek parwaane ko kshama se hai
Mujhe duniya dekhne ki chaah thi
Maine apni Maa ki charnon ko dekh liya
Mujhe jannat dekhne ki chaah thi
Maine apni Maa ki aankhon ko dekh liya
Maine suna tha dharti pe Bhagwaan hai God Exist prapti aur yakeen dono hogya jab maine khud apni Maa ko dekh liya
Maa bina zindagi hai maatam
Maa dharti pe Bhagwaan hai
Baat hi khatam

Beti Behen aur Biwi Maa
Naari bina tu jeeke dikha
Bina inke na jeevan ki kalpana
Naari bina tu jeeke dikha
Beti Behen aur Biwi Maa
Naari bina tu jeeke dikha
Bina inke na jeevan ki kalpana
Naari bina tu jeeke dikha

Khuda ki nawazi Barqat hai
Jahan ki amulya shauhrat hai
Palkon tale aasman jhukaade
Wahi Aurat hai
Bin naari tere jeevan ka na koi mol
Desh ye dubayengi na aisa na tu bol
Jung jo dimag mein nikaal k tu soch
Gaurav hai ye desh ka betiyan na bojh
Todhna na dhaaga behen ne jo baandha
Bhai usske pyaar ki na koi maryaada
Ladh jhagad k baat manwaayegi
Ladh jayegi tere liye chaahe nar ho ya maada
Baby shona karke din bhar pakayegi
Idhar udhar fizool k kharche bhi karayegi
Par saath mushkilon mein wahi aayegi
Din bhar thaka hua biwi sar dabayegi
Khud khuda na aaya toh Maa ko ussne bheja
Iss mamta ki moorat ko pyaar se saheja
Khud woh kitni bhi bhooki khilaaye tujhko
Pehle wahi apni bhagwaan wahi apni pooja
Toofan dil mein liye laanga dariya aag ka
Kurbaniyaan itni di kabhi maanga hisaab kya
Dard koi dil mein jo Maa kabhi bataye na
Bss tu ussko khush rakh baaki kaam bhool ja

Beti Behen aur Biwi Maa
Naari bina tu jeeke dikha
Bina inke na jeevan ki kalpana
Naari bina tu jeeke dikha
Beti Behen aur Biwi Maa
Naari bina tu jeeke dikha
Bina inke na jeevan ki kalpana
Naari bina tu jeeke dikha

Kaidi nahi azad hai
Afsos nahi jazbaat hai
Khilona nahi insaan hai
Naari ko dil se salaam hai
Kamzor nahi shakti hai
Saahas bada rakhti hai
Mulzim nhi panchhi hai
Tabhi toh Devi lagti hai
Durga hai gauri bhi hai
Zarurat mein MahaKaali bhi hai
Yogeshwari Mahalakshmi
Vidhuwasni VishaLakshi hai
Zindagi bhar woh kitna kuch nahi sehti
Teri soch se pare ki pidha woh hai sehti
Fir bhi teri sewa mein tatpar hai rehti
Kya tujhe kabhi kabhi bhi hai woh kuch kehti
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Sachin Chaudhary, Ujjwal Singh
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Mr. US

Tags:
No tags yet