Jab bhi tumhein main sochun
Sochun tu mila kaise' mila kaise
Saansein ye goonj uthi
Mila khuda jaise' khuda jaise
Nainon main kajal saja
Kano mai jhumke woh aai
Nigahein meri niharein
Beparwaah jaise' oh beparwaah jaise
Aisa ahsaas
Kahin na hua hai
Na hokar bhi
Pass tu laga hai
Behti fizaaein
Mehak uthi jab
Jeene laga main
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Dar Darkar kare aur Waadein Nibhalein
Ye Ruksat bhuladein ye gum jaladein
Ab hum bhi na roye zyada tumko hasadein
Tu aur mai aaja hum banalein
Khuda ki numaish ab humpe pade
Gulabo ka guldasta lekar khade
Tu kuch khwahish toh kar hum jahan se lade
Yeh milo ka safar
Ohh Marham bhi tu hai
Mera har gum bhi hai
Jismo-e-mann bhi tu hai
Pehli kiran bhi tu hai
Tere naam se juda mera
Har naam hua ab mera
Tu bhi jaan jaan le
Jaan jaan le
Jaan jaan mai tera
Aisa ahsaas
Kahin na hua hai
Na hokar bhi
Pass tu laga hai
Behti fizaaein
Mehak uthi jab jeene laga main
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare
Tere Sahare