Back to Top

Kay - Mein Jaau Kaha Lyrics

theme

Kay - Mein Jaau Kaha Lyrics




Raatein meri ab subah ho gayi
Tere bina ab mein khone lagi
Saansein meri ab toh thamsi gayi
Tere bina ab mein khone lagi

Tune mere dil ko kya kar diya
Na jane yeh kaise khafa ho gaya
Pyaar mein tere yeh pagal hua
Ab na yeh chahe koi bhi naya

Mein jaau kaha
Na rehna yaha
Na tere bina
Mein jaau kaha

Aankhon mein mere yeh mausam chupe
Aansu ki baarish barasne lage
Kya chaha tha ab na hum zinda rahe
Zahar tum peelaye hum peetay gaye

Sab ne kaha tha yeh hoga nahi
Na meine suna na galat na sahi
Ab na tum ho ab hai meri bekhudi
Waqt se guzaarish tu le chal kahi

Mein jaau kaha
Na rehna yaha
Na tere bina
Mein jaau kaha

Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Aa aa aa
Mmmm

Mein jaau kaha
Na rehna yaha
Na tere bina

Mein jaau kaha
Mein jaau kaha
Mein jaau kaha
Mein jaau kaha
Jaau kaha
Jaau kaha
Jaau kaha
[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


Romanized

Raatein meri ab subah ho gayi
Tere bina ab mein khone lagi
Saansein meri ab toh thamsi gayi
Tere bina ab mein khone lagi

Tune mere dil ko kya kar diya
Na jane yeh kaise khafa ho gaya
Pyaar mein tere yeh pagal hua
Ab na yeh chahe koi bhi naya

Mein jaau kaha
Na rehna yaha
Na tere bina
Mein jaau kaha

Aankhon mein mere yeh mausam chupe
Aansu ki baarish barasne lage
Kya chaha tha ab na hum zinda rahe
Zahar tum peelaye hum peetay gaye

Sab ne kaha tha yeh hoga nahi
Na meine suna na galat na sahi
Ab na tum ho ab hai meri bekhudi
Waqt se guzaarish tu le chal kahi

Mein jaau kaha
Na rehna yaha
Na tere bina
Mein jaau kaha

Aa aa aa aa
Aa aa aa aa
Aa aa aa
Mmmm

Mein jaau kaha
Na rehna yaha
Na tere bina

Mein jaau kaha
Mein jaau kaha
Mein jaau kaha
Mein jaau kaha
Jaau kaha
Jaau kaha
Jaau kaha
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Kanishka Lohar
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid
LyricFind

Back to: Kay



Kay - Mein Jaau Kaha Video
(Show video at the top of the page)


Performed By: Kay
Language: Hindi
Length: 3:49
Written by: Kanishka Lohar

Tags:
No tags yet