Back to Top

KartikK - Wafa Na Mili Lyrics

theme

KartikK - Wafa Na Mili Lyrics

Wafa na mili
Tu root gaya
Dil lagaya
Toh toot gaya
Haath, thamte hi yun choot gaya
Haath, thamte hi yun choot gaya

Gumnaami me jeeyoon aise karam nahi
Bewafai aisi mili
Hoon abhi brahm mai hi
Khud se haaroon kaise
Maane ye imaan nahi
Naam leka uska bahar jaakekharab karoon
Aisa mera dharam nahi
Teri yaadein saari baatein seedha jaayngi kafan mai hi
Leke mudra ek taraf ki mere murde ki jaan mai hi
Tab hogi begunahi ki gawhai jab tanhai goonje har
Kahin, khamoshi ki khwaish toot gayi
Yaadein bhi humari humko bhool
Zindagi chule pe sik gayi bhutte ki tarah paki jo khaake pet bhar fir fek di
Jana ki galti ki maine
Saza bhugat raha
Kho baitha hu ,sara
Khudka chen mai
Bana tera jo na hu
Khudka saarein
Paapoon ki sazaa bhugt
Raha ab kehn de

Paake khud ko akela andhero mai dooba
Utha hua savera mehsoos na ki tu mera
Dil lagake khud ko bohtoo ko, gawa gaya
Sach bolun toh khud se, haar gaya..

Wafa na mili
Tu root gaya
Dil lagaya
Toh toot gaya
Haath, thamte hi yun choot gaya
Haath, thamte hi yun choot gaya

Is taraki ke tareeke kahe log kuch niraash janak
Isliye nirbhar apni kableeyat pe rahun
Yaaron sang poori raath baith peeke saari raat bhand rahoon
Jung ladun khudse maafi ko tang karun
Aksharo ka samhu parkhun har karya samkash
Sangarsh, musibat dekh- musqura diye
Mehtv mauko ki isliye hunar basaye kadar ke sandarbh mai bhare pal, anh!
Izzat kamate hue bezat karne pe tule humare kisse
Tauliya gire jo taang-ne pe likhne ke ishaare mile
Kabhi nahau der se kapde dhono mai samhe lage
Asadarahan hone ka jasba, umeed rakhe
Isliye ateet jale, jo na bane vartman
Likhai bhi ye daftar ke kaam jaisi lage
Ho bhaari dimag lete jo mile sukoon
Har gum chaknachoor tab bhi ye dil dukhe

Paake khud ko akela andhero mai dooba
Utha jab hua savera mehsoos na tu mera
Dil lagake khud ko bohtoo ko, gawa gaya
Sach bolun toh khud se, haar gaya

Wafa na mili
Tu root gaya
Dil lagaya
Toh toot gaya
Haath, thamte hi yun choot gaya
Haath, thamte hi yun choot gaya

Kaafa si hai ye hasrate na jaane pal ye kyun bechain sa mai bas isme hun sama raha
Jaane kyun khoya sa hun mai alfaaz kabhi kare gumr-ah hai waqt na marham ye o piya
[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Romanized

Writer: Kartikeya Saxena, Aditya Singh
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid
LyricFind

Back to: KartikK

KartikK - Wafa Na Mili Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: KartikK
Language: Hindi
Length: 3:19
Written by: Kartikeya Saxena, Aditya Singh

Tags:
No tags yet