Bikhray huay kaghzat
Tum poocho naa mera haal"
Tutay aainay main bhee, Tu bemisaal
Kitaabain bhee mainay parheen
Katay dil kay taar baar baar
Kitaabain bhee mainay parheen
Katay dil kay taar baar baar
Shaairon kee mehfil main
Bezaar
Manchalay, toh gaayein, Gulzar bankay
Jaanay chalay kahaan saaz taan kay
Bekar yeh, gulukar yeh, aasaar hain, funkar yeh
Bekar yeh gulukar yeh, aasaar hain, funkar yeh"
Baaton main, phass gaya
Dhoondoon siyahi kahan
Kaaghaz kay kamray main bhee main
Bay lafz hua
Jab saamnay, tu aayegi
Chalay gaa saara jag ulta yoon
Aanchalon main simtee baatain bhee
Ham gaingay"
Manchalay, toh gaayein, Gulzar bankay
Jaanay chalay kahaan saaz taan kay
Bekar yeh, gulukar yeh, aasaar hain, funkar yeh
Bekar yeh gulukar yeh, aasaar hain, funkar yeh"
Umar guzray gee imtehaan mein kya
Daagh hee dain gay much ko daan main kya
Meree har baat be asr hee rahee
Nuqs hai kuch meray bayaan main kya
Who milay toh yeh poochna hai mujhay
Ab bhee hoon mein teree amaan main kya
Yoon jo takta hai aasman ko tu
Rehta hai koi asmaan main kya
Manchalay, toh gaayein, Gulzar bankay
Jaanay chalay kahaan saaz taan kay
Bekar yeh, gulukar yeh, aasaar hain, funkar yeh
Bekar yeh gulukar yeh, aasaar hain, funkar yeh