Kuch nahi, kuch nahi, hoga tujhse aayi awaaz aur ruk gayi
Baitha likhne gaane sui atak gayi
Na khud ko kos bhi paun dhang se sukh nahi
Bhuk gayi bhuk gayi
Teri bhook bhi kya ab suli chad gayi
Ek maksad jeena ka tha khwab ab voh bhi
Dhere dhere batti bujh gayi
Toh phir ab kya ilaaj
Shayad yahi khudko koso janaab
Likh na paya aur ussi baat se mila gaana shayad yahi insaaf
So ne do mujhe
Ro ne do mujhe
Kalam mera yaar
Jagaega vahi jab din aega
So ne do mujhe
Ro ne do
Dil se bimaar
Theek ho jaunga na daro yaar
Jala kagaz, fada maine
Likha vaapas, nirasha hai yeh
Aisi cheez joh kaat khaegi
Muh ki hasi sab chupaegi
Complicated na main rakhta
Seedha seedha baat karta
Aur kisi cheez se na darta
Jab tak hai gaane
Khazane hai
Par dikhane bhi
Na khone ka dar meri jaan hai yeh
Bhale roz na saath par jaam hai yeh
Sulate hain pyaar se
Toh phir sone do
Rone do
Sone do na
So ne do mujhe
Ro ne do mujhe
Kalam mera yaar
Jagaega vahi jab din aega
So ne do mujhe
Ro ne do
Dil se bimaar
Theek ho jaunga na daro yaar