Rakha kar dil ko sambhaal ke
Tod jaate hain log aese
Rakhde bas dil nikaal ke
Log nai hain kaabil is dil ke
Rakha kar dil ko sambhaal ke
Ya fir mujhi ko hi de de
Mann mein tere jo savaal the
Bas woh savaal hi reh gaye
Nafisa Nafisa
Teri aankhon mein basi nami ka
Nafisa Nafisa
Kisi ko bhi andaaza nahi tha
Nafisa Nafisa
Lafzon mein jo na keh pa rahi tu
Kabhi tha kabhi tha
Woh teri zubaan pe rehta kabhi tha
Rakhna tha dil ko sambhaal ke
Hua na itna bhi tujhse
Jagah bana hi li fir usne
Bas mein rahi na tu khud ke
Rakhna tha dil ko sambhaal ke
Par tera dil bhi kya kare
Kitna dukhaya ise usne
Fir bhi usi ko hi chaahe
Nafisa Nafisa
Teri aankhon mein basi nami ka
Nafisa Nafisa
Kisi ko bhi andaaza nahi tha
Nafisa Nafisa
Lafzon mein jo na keh pa rahi tu
Kabhi tha kabhi tha
Woh teri zubaan pe rehta kabhi tha