Mujhe ley chal kahi door
Uss jagah mei mai bas ab rahu
Mere toh lafz hi juda kar gaye mujhko
Jab tune dekha yun
Haule se kaano mai yun gunguna jaise
Ho baarish ki koi boond
Mere toh lazf hi chura kar gayi mujhse
Jab tune dekha yun
Zara paas aa
Yun tham ja ek pal
Kahi phir na hoga aisa kal
Teri muskurahat ki aahat mei reh lu mai ab yun mai tujhko yeh kaise kahu
Phir palke milake yun nazre chupake mai kab tak mai aise karu
Dekhkar tujhko aisa lage jaise
Paani mai koi neher nahaye
Aur tu mere geeto mai mere sang har baar gaaye
Mere lazf yehi bikhre hue hai
Aur dekhe tujhe ye phir bhi rahe mujhse door
Jaise teri ye aankhein keh gayi mujhse
Uss tarah yuhi likhta rehta hu
Mujhe ley chal kahi door
Uss jagah mei mai bas rahu
Yun mujhse lafz churake wapas na aaya tu