Back to Top

KHATRAA Video (MV)

Performed By: Ghabraahat Intensifies
Language: English
Length: 3:00
Written by: Ajitesh Singh
[Correct Info]

Ghabraahat Intensifies - KHATRAA Lyrics
Official

Mujhe pata hain tum dilli ke sabse bigdael illaake se ho Mr. Ghabraahat
O ji, Nimbhalkar ji, O bacche toh iss umar mein sharaarat toh karte hai
Sharaarat? Aapke chotte kasaab ne aatankh phela rakha hai yaha pe
Mujhe lagta hai ji aapka money order nahi pahuncha isliye gussa ho rahe ho ap hehehe
Arey money order gaya tael lene
Papa waise bhi abhi UPI ka zamaana chal raha hai
Arey tu chup kar!
Beedi tu peeta hai! Nashe tu karta hai! Ladkiyon ke beech tu ghusa rehta hai!
O ji gaana bahut accha gaata hai mera puttar
Eh? Gaata hai?
O ji likhda hai ji, likhda hai
O gaana sunke dikhe puttar
Kaunsa waala gaana papa?
Arey wohi jo mohit ke budday pe gaaya tha tu
Poore shehar mein hai khatra
Teri boj se hai khatra
Teri soch se hai khatra
Teri fauj se hai khatra
Har aadmi aur aurat aur aurat ke baad bhi koi aur uss se khatra
Teri jaani pehechaani sureeli aawazo ke kaaran se khatra
[Mujhe kisse hai khatra?]
Tere baap se bhi khatra aur teri maa se bhi khatra
Chahe hara ya bhagwa, sagga toh sadma, bhagga toh bhadwa
In illako mein lakho aawaro aur shikshit gawaaro se khatra
Vidhayak ke ticket ke layak iss nayak ke jhaadoo se khatra
Kamal ke phoolo se khatra, taalab mein ghooro toh khatra
Iss keechad mein range baraati ke haathon ke dhool aur usoolo se khatra
UP ki gaadi se khatra [UP 17!]
Haryaane mein gaali se khatra [O laashe bikhaer denge bhai]
Ameer ya chappri, panwaadi ki tapree pe rakhe udhaari samajh ja
Arey ek baat bata, yaha pitega ki bahaar pitega?
Udaarwaadi se khatra, teri daadi ki khaasi se khatra
Aukaat ki baat jo bhediya chedde uss ghaati ki jaati se khatra
Vibheeshan se khatra, pradushan se khatra aur kuen se khatra
Punjab ke kheto main matchis ki tilli ke jalte huye dhuen se khatra [o sahi baat hai bhai]
Ab bete samajh ja [samajh ja] rickshey mein baith aur tu ghar ja [ghar ja]
Apni duvidha ka chita jalaa ke tu mar ja [humko na samjha]
Tu bole toh gaon waalo ko bhi bula lu?
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Ajitesh Singh
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Tags:
No tags yet