Back to Top

Ghabraahat Intensifies - GAREEBON MEIN AMEER Lyrics

Official

Aaraam karein hum pathar ke sirhaane pe
Khazaane ko gin le tu
Jholi mein thoosa bhoosa, raja beta chale pub mein peene mimosa
Thullo se bhedi aur maa bhi thi tedi, agli peedi chade gareebi ki seedi
Shakal ke rank par shabdo se Rumi, pachpan aankhein uspe chapanwi khooni
Dilli hai bhoomi, chappal bhi chumi, chakka tha mard aur randi thi goongi
Koi aas na paar aur bhed na bhav toh chhed na ghaav, chhed na ghaav
Paani ka rang tha bhoora uss rogi ka pyaar tha aadha adhoora
Kamre mein kooda, ghar kabaadi ka, kishtein who deta tha gaadi ka
Rishte who leta tha choom ke, andheri raat mein ghoongat woh odh ke
Naseeb na paani bhi peene ko, jaade ke keede ko aandhi mein jeenedo
Muhafiz hai Taqi jo mila viraasat mein, baaki ke lawze hai ausat ke
Iss jungle ka praani jo karta tha djinno se baate, ye keekad ke kaate
Chabaate hai daatun ke dhal, uss gujjar ki peeda, muhajir ke khaal se sajegi veena
Jo bajegi murdon ke ghaato pe, Yam ke chaaye mein, pandit ke haatho se
Dalaal aur bhadwe sunayenge kisse kahaani maasoomo ki aasoon ke
Chawal aur gaihoun batenge, janeyu banenge patango ke maanjhon se
Sharifo ke mandir mein paap ki ghanta bajegi ameero ke laato se
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Ajitesh Singh
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Ghabraahat Intensifies - GAREEBON MEIN AMEER Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Ghabraahat Intensifies
Language: English
Length: 1:58
Written by: Ajitesh Singh
[Correct Info]
Tags:
No tags yet