Arey apni billi ko sambhaal
Mera dhokla kha gayi!
Meri billi hai awaari, haanikaari
Tarkaake, peeche pade jaise sarkaari
Jhola-khaadi mein bihari mic taan ke
Alahbaadi taal de aur roorkee ki khurafaati
Band baaja ka ye khwaja leke daan chale
Pet bhare
Bina sir paer bhet karein
Sardi mein vibrate karein
Do glass rum peeye bahaar kutton se behas karein
Kar rahem kar reham ye ek ghar hai
Baawalo ke haath bandhe, aari se ang dehan
Sangat mein khot, le oothon ka roop jab paani ki killat shikaayat har ghoont mein
Manthara-manthara karein mukhbari
Kaikeyi ke kann bhare dashrath ke khaunf se
Talle mishri ko chaunk ke
Biyaaza inn karzo pe charsi ko barso se
Dhaman sa raengne ka shaunk hai
Hilaaye baechara, laachaaro ko saara jo dega ghabraahat ke nok pe
Uske jeene ke shok mein baatenge dhokle