Tanhaayi ke beech baadal mein
Ho ke gumshuda, Yun chala magar
Anjaane shehro mein, bhatke in gairo mein
Chali woh yun hawa, tu baha magar
Ab na jaane, pehechane
Hai ye raaste ab
Bole hai kaha ab jaana
Kuch bhi soche, samjhe
Ab ein haalaton mein
Jeena chahe ab dobara
Re fas gaya bechara, bechara
Jaane kya hoga yaara
Bas aae na ab toh yeh kuch yeh nazar
Ke ab lage hai saara, ka saara
Jahaan hi bole yaara
Han ho gayi ab toh gadbad
Re fas gaya bechara, bechara
Jaane kya hoga yaara
Bas aae na ab toh yeh kuch yeh nazar
Ke ab lage hai saara, ka saara
Jahaan hi bole yaara
Han ho gayi ab toh gadbad
Yeh wakt ka, hai Kya asar
Yeh dhundhli si baaton ki raah par
Na teri na meri na teri baaton ka hona yeh kuch asar
Ab magar, tu bekhabar
Hai aadhi, adhuri yeh baat par
Bas hone de, hota hai, Jo bhi yeh, kehke yeh taale yeh baat par
Ab na jaane, pehchane
Hai yeh raaste ab
Bole hai kaha ab jaana
Kuch bhi soche, samjhe
Ab ein haalaton mein
Jeena chahe ab dobara
Re fas gaya bechara, bechara
Jaane kya hoga yaara
Bas aae na ab toh yeh kuch yeh nazar
Ke ab lage hai saara, ka saara
Jahaan hi bole yaara
Han ho gayi ab toh gadbad
Re fas gaya bechara, bechara
Jaane kya hoga yaara
Bas aae na ab toh yeh kuch yeh nazar
Ke ab lage hai saara, ka saara
Jahaan hi bole yaara
Han ho gayi ab toh gadbad
Re fas gaya bechara