O mere khaali jaam
Tujhsi hai meri daastaan
Khaali khaali sa dil
Khaali lage mehfil
Kaun thaamega aakhir tak
Hoga intezaar kab talak
Jeene mein hai mushkil
Khaali khaali sa dil
Peene do mujhe ab kisi ko nahi intezar mera
Bas ab ye alfaaz hain is rooh se nikalte Saaz hain
Uski khushboo me ghira hun ye ek haseen raaz hai
Vo dil ke toh hai kareeb par dil udaas hai
Doob Jane de saaki mujhe in sharaabo me
Doob Jane de saaki mujhe in sharaabo me
Ab vo nahi mera jo dubun uski nigaaho me
Ab vo nahi mera jo dubun uski nigaaho me
Doob Jane de saaki mujhe in sharaabo me
Doob Jane de saaki mujhe in sharaabo me
Ab vo nahi mera jo dubun uski nigaaho me
Ab vo nahi mera jo dubun uski nigaaho me
O mere khaali jaam
Tujhsi hai meri daastaan
Khaali khaali sa dil
Khaali lage mehfil
Kaun thaamega aakhir tak
Hoga intezaar kab talak
Jeene mein hai mushkil
Khaali khaali sa dil
Meri mai ki suraahi ka muh itna khol de saaki
Pahla jaam ho aisa na bache ik boondh bhi baaki
Kuchh to dikhaa saahas mere saath peene ka e-begairat,
Kuchh to dikhaa saahas mere saath peene ka
Is maikhaane ka bache bas naam hi baaki