Back to Top

DIE₹AV - MUSAFIR Lyrics

theme

DIE₹AV - MUSAFIR Lyrics

Roya tha aakho se mile ha , chehre pe bhi ye aashu ke cheete

Ghar me hui paach baar ldai to dus gunah jayada ha tutti umide

Kehne ko tha mai laadla pr meri wajah se hi sab log dukhi the

Mujhse hi sab log dukhi the
Mujhse hi...!!

Seekha ma baap se ki beta sahi raste pe hi rakhna kadam

Tere bure karmo se ho skti beta ye do zindagi khatam
Ha !!

Bikna nhi ek bhi rakam pe
Uthaya jo koi galat kadam
To dekh nhi payenge utha ke nazre is zamane ko hum

Ye safar mila kaato se bhara to bana gulab mai

Manzil bhot dikhi ha dur to mai bhi ha bana samaj mai
Sochu ab is musafir ke safar pe kyuna likh du kitaab mai
Bane ek picture bhi meri life pe or mera naam ho khitaab me

Dekhe jo sapne umhe bole ye kahi poch nhi payega
Tode meri ma ki umide bole ye awara sirf ghoomta rh jayega
Hogi kuch saalo baad chadi ha maathe pe daaru iske,
Kha gya bachpan ye apna ab tumhare bhudape ko khayega

Ye uda te majak meri kala ka par mai chup hu rhta
Aakho me aashu chehre pe jhoothi hasi mai rakhe hu rhta
Sochu bhagwaan dekh rha hai sab ye upar ha baitha,
Shayad usi sabar ka fal jo followers me dikhta ha bella

Chahta hu log mujhe nhi bs mere sangeet ko pyar de
Na pta ho naam bhi mera sune jo gaane kalakaar ka kirdar de
Bss chahiye bhagwaan se itna waqt ki hazaro gaane bana lu aaram se
Mili jis din kala ko amannat bhagwaan se bolu ab zindagi se aarm de

Ha dimag me shor sa
Rhta khamosh
Kahi khoya kuch sochta
Lde ye dukh khushi se
Dil bole roh mt
Tera ye roj ka
Rah pau khushh !!
Isiliye har din ab pyar ko khojta
Par hai bachpan ke lunch me mila jaise packet ho souce ka!!

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Romanized

Writer: Aarav Tyagi
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid
LyricFind

Back to: DIE₹AV

DIE₹AV - MUSAFIR Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: DIE₹AV
Language: Hindi
Length: 3:50
Written by: Aarav Tyagi

Tags:
No tags yet