Back to Top

Dhruva - Har Dafa Lyrics



Dhruva - Har Dafa Lyrics




Kuchh baatein yaad aati hain kabhi
Kahaaniyaan jaise sadiyon puraani

Shaamein thi atrangi masti ke din thay
Befikri ki thi zindagaani

Aankhon mein khaab thay seene mein tha jeene ka jazba
Khwahishein aasmaanon ki tha udne ka armaan

Badal dikhlaate thay apni badmashiyaan
Baarishein thi rehmaton ki, Har Dafa

Na Na Na Har Dafa
Na Na NaHar Dafa
Na Na Na Har Dafa Ooooooo

Zindagi jo thehri hai yahaan
Ab kya pata, le jaegy kahaan
Hain na jo teh manzar saamne
Kal na jaane yeh rahein na rahein

Tarse hain aankhon ki roshni kaise woh laayein sama
Jahaan jannaton ki nawazishon se aegy subaha

Phir saath hi jhoomega yeh sara jaahaan
Chale raaste ab sang yun hi Har Dafa

Na Na Na Har Dafa
Na Na Na Har Dafa
Na Na Na Har Dafa Oooooohh
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Kuchh baatein yaad aati hain kabhi
Kahaaniyaan jaise sadiyon puraani

Shaamein thi atrangi masti ke din thay
Befikri ki thi zindagaani

Aankhon mein khaab thay seene mein tha jeene ka jazba
Khwahishein aasmaanon ki tha udne ka armaan

Badal dikhlaate thay apni badmashiyaan
Baarishein thi rehmaton ki, Har Dafa

Na Na Na Har Dafa
Na Na NaHar Dafa
Na Na Na Har Dafa Ooooooo

Zindagi jo thehri hai yahaan
Ab kya pata, le jaegy kahaan
Hain na jo teh manzar saamne
Kal na jaane yeh rahein na rahein

Tarse hain aankhon ki roshni kaise woh laayein sama
Jahaan jannaton ki nawazishon se aegy subaha

Phir saath hi jhoomega yeh sara jaahaan
Chale raaste ab sang yun hi Har Dafa

Na Na Na Har Dafa
Na Na Na Har Dafa
Na Na Na Har Dafa Oooooohh
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Dhruv Kushwaha
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Dhruva



Dhruva - Har Dafa Video
(Show video at the top of the page)


Performed By: Dhruva
Language: English
Length: 2:55
Written by: Dhruv Kushwaha

Tags:
No tags yet