Zara Zara Behekta Hain
Mehekta Hain Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan Main
Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Hai Meri Kasam Tujhko Sanam Door Kahin Na Jaa
Yeh Doori Kehti Hain Paas Mere Aaja Re
Yuhi Baras Baras Kaali Ghata Barse
Hum Yaar Bheeg Jaaye Is Chaahat Ki Baarish Mein
Meri Khuyli Khuli Lato Ko Suljaaye
Tu Apni Ungliyon Se Main
To Hoon Isi Khwaayish Mein
Sardi Ki Raaton Mein Hum Soye Rahe Ek Chaadar Mein
Hum Dono Tanha Ho Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein
Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Aaja Re Aa Re
Tadpaye Mujhe Teri Sabhi Baatein
Ek Baar Ay Deewani Jhootha Hi Sahi Pyaar To Kar
Main Bhooli Nahin Haseen Mulakaatein
Bechain Karke Mujhko Mujhse Yun Na Pher Nazar
Roothega Na Mujhse Mere Saathiyan Yeh Vaada Kar
Tere Bina Mushkil Hain Jeena Mera Mere Dil Mein
Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein
Hai Meri Kasam Tujhko Sanam Door Kahin Na Jaa
Yeh Doori Kehti Hain Paas Mere
Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re