Back to Top

Bhau - Kaifiya Lyrics

Bhau - Kaifiya Lyrics
Official

Main na sochu k kal ka kya hisaab hai
Yeh na dekhu k karta sab barbaad yeh salika jo mera
Mayoosiyon se nawaze mujhe bepanaah
Main na sochu pehenna kya libaas hai
Bikhre ghesu aur kamar ka bura haal hai
Naseehaton ko sun kar bhi
Kuch badalne ki chah na rakhi jaye kabhi
Rangon se saja hai, Khayaalon ka samaa, jisse ghafil main rha
Afsos bada hai, koi samjhe na yaha, mera zahir falsafa
(Ek shaam yu hi chalte hi, khyal pe khyal aarhe the
Garaz kiya ajab se manzar se jaise, tab ho gya ehsaas k ab hosh na tha)
Raahein, dariya jaise bahaayein, aasmaan bhi ab toh, naqsh ruhaani satrangi lage
Ik sada sun Kaifiya hua main
Aisa khoobsurat k bayan bhi na ho paaye
(Dhal chuka din dekhte hi, Ehsaas ab shadeed ho chuka hai
Raat k aasmaan me bhi, kuch ghazab sa ab dikh rha hai)
Taare, gun guna k pukaare, Kehkasha ka hoga safar kitna haseeen
In khayalon se kaifiya hua main
Aisa khoobsurat k bayaan bhi na ho paye

[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Main na sochu k kal ka kya hisaab hai
Yeh na dekhu k karta sab barbaad yeh salika jo mera
Mayoosiyon se nawaze mujhe bepanaah
Main na sochu pehenna kya libaas hai
Bikhre ghesu aur kamar ka bura haal hai
Naseehaton ko sun kar bhi
Kuch badalne ki chah na rakhi jaye kabhi
Rangon se saja hai, Khayaalon ka samaa, jisse ghafil main rha
Afsos bada hai, koi samjhe na yaha, mera zahir falsafa
(Ek shaam yu hi chalte hi, khyal pe khyal aarhe the
Garaz kiya ajab se manzar se jaise, tab ho gya ehsaas k ab hosh na tha)
Raahein, dariya jaise bahaayein, aasmaan bhi ab toh, naqsh ruhaani satrangi lage
Ik sada sun Kaifiya hua main
Aisa khoobsurat k bayan bhi na ho paaye
(Dhal chuka din dekhte hi, Ehsaas ab shadeed ho chuka hai
Raat k aasmaan me bhi, kuch ghazab sa ab dikh rha hai)
Taare, gun guna k pukaare, Kehkasha ka hoga safar kitna haseeen
In khayalon se kaifiya hua main
Aisa khoobsurat k bayaan bhi na ho paye
Rangon se saja hai, Khayaalon ka samaa, jisse ghafil main rha
Afsos bada hai, koi samjhe na yaha, mera zahir falsafa
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Rohit Bhau
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Bhau

Bhau - Kaifiya Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Bhau
Language: English
Length: 6:14
Written by: Rohit Bhau
[Correct Info]
Tags:
No tags yet