Back to Top

MAA Video (MV)

Performed By: Awesome Affy
Language: English
Length: 2:56
Written by: Affan Shaikh

Awesome Affy - MAA Lyrics
Official

Tere pyaar ke sahare maine kiye bade kaam
Tune bohot mehnat karliye maa abhi kar araam
Tere pyaar ke siwa na maine suna koi naam
Tera pyaar bohot keemti baaki logo ka hai aam
Paida karne ke liye mujhe tune jhele bht dard
Itni dard sehne ki taakat naa ab koi rakhta mard
Buna mere liye sweater bhale mausam chaahe sard
Kisiko padhe na padhe mujhe padhta bht fark
Hai jiski maa uski badi hoti hai naseeb
Amir hota hai insaan chaahe kitna bhi garib
Maa ke pairo me jannat hai ye koi maanta nahi
Agar maanoge to khuda ke farishte hoge kareeb
Mai karunga wahi aye maa jo tu chaahe
Mai banunga wahi aye maa jo tu chaahe
Upar wala bhi sunta aur khoob deta hai
Jo maa ka khayal khudse bhi zyada rakhta hai
Meri maa meri maa meri meri maa
Meri maa meri maa meri meri maa
Meri maa meri maa meri meri maa
Meri maa meri maa meri meri maa
Aaj kal log apni biwi se karte zyada pyaar
Biwi ke chakkar me ye maa ke dil pe karte waar
Asliyat ki zindagi me inki hoti badi haar
Maa fir bhi karti inki doobti hui naiyya paar
Ab kitne shohar bhi biwi ke liye chhodte apni maa ko
Subah ka bhola nikalta gharse naa aata shaam ko
Jabse akkal aayi mujhe maine usi din se thhaan liya
Maa ki ehmiyat maine usi din se pehchaan liya
Maar diya
Maine apni gandi soch ko
Maa jaisi koi nahi chahe to duniya me khhoj lo
Chhod do
Apni in buri aadato ko
Maaro naa thhokar apni in pyaari maa ki chaahto ko
Karta hu mai tujhe aye maa dil se salaam
Jo tu ijazat naa de wo mere liye haraam
Maaf karde upar wale humsab hai naadaan
De akkal unhe khuda jo maa ke naa farmaan
Ro raha har wo insaan
Jiski is duniya me na maa
Bhatak raha har wo insaan qki uske paas na koi raah
Likha hai maine ye geet
Qki tum sabko mile seekh
Suno ye sangeet
Mat raho aise banke dheet
Jo likha maine apne geet me saari baat sach hai
Maa ke siwa na koi karishma na koi kudrat hai
Galat karega to maa daantegi ye unka haq hai
Teri maa hai tu lucky teri achchhi kismat hai
Teri achchhi kismat hai

[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Affan Shaikh
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Awesome Affy

Tags:
No tags yet