Jo saath thy rehty ab kyu yaad m rehty
Tum baat b nhi krty ham naraz kya rehty
Ham yaad to b krty toh bhi baat kya krty
Is sawal k nashay main tumhe yaad b krty
Aine se has k kabi baat b krty
Kabhi baton mai tumhe ham yaad b karty
Aine se has k kabi baat b krty
Kabhi baton mai tumhe ham yaad b karty
I see the world burning from my wall
Mai akela ek kamry m band hu ya qaid hu
Tujhe nahi dekh sakty ham ghairon k sath
Warna har gham tera has k seh lu
Ye duniya berang aur munafiq mahol
Nahi samjh iski aur na hi iske taur
Mujhe le chalo dur jaha na ho koi aur
Mujhe le chalo dur jaha na ho koi aur
Nahi baant sakta yeh
Mera gham mera dost
Jisme yaha dhunde
Wafadar ni wo dost
Kesa hai daur kese hai ye log
Bane kuch munh pe
Peechay kuch aur
Bane kuch munh pe
Peechay kuch aur
Kesa hai daur kese hai ye log
Bane kuch munh pe
Peechay kuch aur
Nadan parinda h tu
Ye zalim hai duniya
Ye kaategi paankh
Agar jeene ki chahat tu rakhta yaha
Tu phir uth aur kr apne leye jang
Na kari etebar kisi ka yaha
Koi ni thera wafadar sagga yaar yaha
Chal man le tu tera sagga koi thera
Kab tak sagga tera thera wafadar yaha?
Ham b kon jo bolry k ham theek
Ham b bury yaha kisi ki kahani m
Phir ayenge ham kuch bolne
Kuch apne fasany jo tumko batane hai
Kuch gham jo yaha dil m sajane hai