[ Featuring Zer Zabar, Haider Omar ]
[Haider]
In toofanon ki dhun mein hoon band mein
Tere yaadon ke pinjre mein qaid mein
Tum meri maazi mein gumne laggi abb
Iss sheher se nafrat aur Pyaar jo laggi abb
Mein toh dhun mein gumne lagga tha
Jin ikhlaq par mein kharra raha tha
Unhi par paani phirane lagga tha
Jab dene mein tujhe
Dil lagga tha
Mein in yaadon ke toofanon mein
In bheegi bheegi raaton mein
Baaton ke saharon aur purane jhoote waadon par
Hakeekat nazar ayi na
Par jahan tu thi ayi na
Wahan iss sheher se Pyaar hua
Kamiyan poori kar gaya
Mein in yaadon ke toofanon mein
In bheegi bheegi raaton mein
Baaton ke saharon aur purane jhoote waadon par
Hakeekat nazar ayi na
Par jahan tu thi ayi na
Wahan iss sheher se Pyaar hua
Kamiyan poori kar gaya
[Arham]
Chalein hum door kahin iss shor se
Lahore se
Na karna deir abb
Toote huay
Dil jor ke
Chalein hum door kahin iss shor se
Lahore se
Na karna deir abb
Toote huay
Dil jorte
Chalein hum door kahin iss shor se
Lahore se
Na karna deir abb
Toote huay
Dil jorte
Hoon mein nahi
Koi aur hai
Rehta hai jo uss jagga
Teri tarhan
Dil chor hai
Ye sheher bhi tera
Mein in yaadon ke toofanon mein
In bheegi bheegi raaton mein
Baaton ke saharon aur purane jhoote waadon par
Hakeekat nazar ayi na
Par jahan tu thi ayi na
Wahan iss sheher se Pyaar hua
Kamiyan poori kar gaya