Back to Top

Baghi (intro) [Studio] Video (MV)

Performed By: ARHAM
Length: 1:28
Written by: Muhammad Arham Ishaq
[Correct Info]

ARHAM - Baghi (intro) [Studio] Lyrics
Official

Humaray saath maujood hain Salar & Arham Asalam o Alaikum
Arham apka kya role hai iss sari cheez main?
Aisa hai ke main chand cassettes aur bohat saray khawabon ke saath Lahore aaya tha,
Sahiwal se belong karta hoon.
Aise hai hum entrepreneurs hain
Hamara startup hai yeh.
Aur Shamas-kaari ek aisa platform hai, aisa record label hai.
Hum chahtay hain ke mehnat to logon ki ho, lekin usko rang hum lagayein
Or ap zariya bantay hain, karta tou uper wala hai,
Hum wo zariya ban'na chahtay hain.
Janiya mere, dil tor key paray
Sutaya tu, lutya tu
Ghar mera haye
Ranjhana mere, be-abroo paray
Sapnay woh, dekhe jo
Andhera haye
Haye haye (eee) (aaa)
Dekh bhai, uper walay ne mujhe koi bara studio, aur mehanga instrument nahi diya
Yeh gala diya hai gala
Aur jab tak iss main sansien hain main gaaun ga
Aur jab tak ye phone recorder hai main sunaun ga, koi rokay.
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Muhammad Arham Ishaq
Copyright: Lyrics © Ariyo Records

Back to: ARHAM

Tags:
No tags yet