Ek baar ek desh
Reh raha ek insaan tha
Ek ladki ko woh chaahta tha
Wohi, wohi uska jahaan tha
Socha tha usne
Ki misaalein di jayegi uske pyaar ki
Lekin usein kya pata tha
Ki uska ishq, ki uska ishq hi beimaan tha
Keh raha tha woh khudse
Ki yeh ishq hai ya gunaah
Raahon mein dafnake chali gayi woh
Yeh meri wafa, yeh pyaar mera
Yeh pyaar mera
Yeh!
Raatke andher mein
Nishaanon ke keher mein
Kehta raha woh
Kehta raha woh
Kehta raha woh
Meri jaan woah
Meri jaan woah
Aa bhi jaa
Aa bhi jaa
Meri jaan
Meri jaan woah
Meri jaan woah
Aa bhi jaa
Aa bhi jaa
Meri jaan
Naino mein
Udaasi hai chaayi
Sirf mein hoon
Aur meri tanhaayi
Mazhab ke daldal mein hoon dooba
Haan khalti hai teri bewafayi
Saari duniyan hain jhoothi
Jhoothe hain saare zamaane
Todke bandhan yeh saare
Aajaon na Aajaon na
Aajaon na Aajaon na
Meri jaan woah
Meri jaan woah
Aa bhi jaa
Aa bhi jaa
Meri jaan
Ishq hain ya gunaah
Kya keh raha
Tera jahaan
Imtihaan hogayi intezaar ki
Woh raahein abhi bhi takta raha
Jaag gaya jahaan bhi
Woh firbhi aansu bahata raha