Khwabon me wahi basa
Tha tu aftaab jaise mera
Jaise, andhere me gumshuda
Mai akela tha khada
Ujala tu ban mera
Mere sath aa khada
Meri khushi ka baahana
Mujhko tu hasa gya
Dil ko tu rula gya
Jaise hi mai hua ravaan
Fir bhi mai wahi khada
Karu intazar tera
Mujhko tu hasa gaya
Dil ko tu rula gaya
Jaise hi mai hua ravaan
(Fir bhi mai wahi khada)
(Karu intazar tera)
(Mujhko tu hasa gaya)
(Dil ko tu rula gaya)
(Jaise hi mai hua ravaan)
Udana sikhaya mujhko
Yaarana dikhake mujhko
Jab mai aasmaan me tha
Badalon me dekha khud ko
Laga mil gaya hai mujhko
Jaise koi ashiyaana
Meri khushi ka bahana
Muhko tu hasa gaya
Dil ko tu rula gya
Jaise hi mai hua ravaan
Fir bhi mai wahi khada
Karu intazaar tera
Mujhko tu hasa gaya
Dil ko tu rula gaya
Jaise hi mai hua ravaan
Fir wo khwabon ka bulbula
Agle pal hi foot gya
Tune kiya ishq na tha
Par mujhko kara gya
Aadat kehta tha tu mujhko
Vaaqif kar na paya khud ko
Aadat ko tu tod gaya
Kabhi chaha tha kya mujhko?
Darta fir bhi mai ki khud ko
Kho na du ae jane jana
Meri khushi ka bahaana
Mujhko tu hasa gaya
Mil ko tu rula gaya
Jaise hi mai hua ravaan
(Mai ravaan)
Fir bhi mai wahi khada
(Mai kada)
Karu intazaar tera
(Intazaar)
Mujhko tu hasa gaya
Dil ko tu rula gaya
Jaise hi mai hua ravaan
(Ooooo)
(Ooooo)
(Ooooo)
(Ooooo)