Mene khat ek bheja hai
Mushkil halaton me (x2)
Mene khat ek bheja hai
Mushkil halaton me
Ankhen nashili or
Gehrai baaton me
Ankhon me aansu bhi
leke chla daankhane
Se nikla to khush tha bada
Pr fir mene socha
Naa aau dubara
Wo kya sochenge
Hum ne manga sahara
Ki galti bhi uski or
Wo hi dubara
Jo uski nigaho se
Dekha nazra
Ki wo bhi to bethe
Kinare samnadar k
Mosam sunate hai
Aao hum andr k
Darshan smjhte thy
Unko hum mandr k
Supne sajaye
Bethe hum khandr k
Toofan hai aya
Veerano me fir se
Hai aansu bahaya
Aasmano ne fir se
Han koshish mita ne ki
Kardi hai fir se
Gawahi najane ki
Bhardi hai fir se
Mene khat ek bheja hai
Mushkil halaton me (x2)
To rone ka maksat
Khatam ho gya hai
Or pehle se hasna
Bhi Km ho gya h
Ki jeena akele
sitam Hogya hai
Uljha hua
Har ik kadam hogya
Bhule hai bethe
Khushi kesi hoti h
Ankhon me aansu
Tu bhi aise roti h
Koshish hasane ki
Sabko hi hoti hai
Kisne kaha tha
Yh ansu bhi moti hai
Yh moti hi moti
Amiri me rehta hu
Kya hai gareebi
Gareebo se kehta hu
Sukhe h patte
Or pani me behta hu
Apni bnai hi dunia
Me rehta hu
Jaane ki baari h
Baari hamari h
Kismat mukarti
Firti hamari hai
Tumse khafa hu
Yhi to bimari hai
Bhool hi jayenge
Koshish bhi jaari hai
Mene khat ek bheja hai
Mushkil halaton me (x2)
[Thanks to adarshsinghkinng for adding these lyrics]